Gham Ka Sataya Hua | |||
---|---|---|---|
Starring | |||
Movie | Abu Kaliya | ||
Music By | |||
Lyric By | Aish Kanwal | ||
Singers | Nitin Mukesh | ||
Year | 1990 |
Gham Ka Sataya Hua
Kismat Ka Mara Hua
Zindagi Ke Har
Khel Mein Hara Hua
Gham Ka Sataya Hua
Kismat Ka Mara Hua
Shayad Mere Haath Mein
Jeet Ki Rekha Nahin
Jo Bhi Maine Chaha Use
Khote Huye Dekha Nahin
Pa Saka Na Main Use
Jo Bhi Mujhe Pyara Hua
Gham Ka Sataya Hua
Kismat Ka Mara Hua
Aarzoo Mein Phool Ki
Kanto Pe Main Chalta Raha
Khun Mera Aas Ke
Dipak Mein Jalta Raha
Aaj Main Akela Hoon
Dil Besahara Hua
Gham Ka Sataya Hua
Kismat Ka Mara Hua
Jaane Kya Kya Dil Mein Tha
Khwab The Armaan The
Kya Khabar Thi Yeh Tabahi
Ke Meri Saman The
Reh Gaye Bhawar Mein Hum
Dur Ab Kinara Hua
Gham Ka Sataya Hua
Kismat Ka Mara Hua
Zindagi Ke Har
Khel Mein Hara Hua
Gham Ka Sataya Hua
Kismat Ka Mara Hua.
Gham Ka Sataya Hua Song Lyrics from movie Abu Kaliya. Gham Ka Sataya Hua song sung by Nitin Mukesh. Gham Ka Sataya Hua Song Composed by . Gham Ka Sataya Hua Song Lyrics was Penned by Aish Kanwal. Abu Kaliya movie cast in the lead role actor and actress. Abu Kaliya movie released on 1990