Halkat Jawani

Starring
Movie Heroine
Music By
Lyric By Abhishek Dubey
SingersNeeraj Rajawat
Year 2013

Halkat Jawani Lyric In English

Aaja.. Aaja.. Aaja.. Aa Aa Aaja


Aaja Zara Sarak Le
Girle Zara Behak Le
Saiyan Zara Chhalak Le.. Haye
Aake Moh Se Lipat Le He
Tedha Zeher Hai Yeh Iss Se Na Kar Chedkhani..


Life Ki Naughty Kahaani
Yeh Halkat Jawani, Yeh Halkat Jawani
Meetha Yeh Namkeen Paani
Yeh Halkat Jawani, Yeh Halkat Jawani
Life Ki Naughty Kahaani
Yeh Halkat Jawani, Yeh Halkat Jawani


Joban Hai Pyaasa Tu Zor Kare
Ainwe Yeh Din Mein Shor Kare




Haye Joban Hai Pyaasa Tu Zor Kare
Ainwe Yeh Din Mein Bhi Shor Kare
Takkiya Bana Le Patt Le
Kambal Bana Rapat Le Ye
Tann Hai Ke Tila Baras Ki Ada Hai Shaitani


Life Ki Naughty Kahaani
Yeh Halkat Jawani, Yeh Halkat Jawani

Meetha Yeh Namkeen Paani
Yeh Halkat Jawani, Yeh Halkat Jawani
Life Ki Naughty Kahaani.. Jawani
Yeh Halkat Jawani


Aa.. Aa..
Choron Ki Neeyat Halaal Kare Aah
Arrey Basti Mein Daily Bawaal Kare.. Heh..
Haii.. Chhoron Ki Neeyat Halaal Kare
Basti Mein Daily Bawaal Kare
Item Bana Ke Rakh Le, Haii
Chakhna Bana Ke Chakh Le
Aankhon Ko Kyun Seke
Haathon Se Kar Manmaani


Life Ki Naughty Kahaani
Yeh Halkat Jawani, Yeh Halkat Jawani
Hui Main Hui Paani Paani
Yeh Halkat Jawani, Yeh Halkat Jawani..
Life Ki Naughty Kahaani
Yeh Halkat Jawani, Yeh Halkat Jawani..
Haye Haye.. Hoyi Hoyi.. O He..he..
Haye Haye.. Hoyi Hoyi..


Jawani.. Halkat Jawani..
Haye..

Halkat Jawani Song Lyrics from movie Heroine. Halkat Jawani song sung by Neeraj Rajawat. Halkat Jawani Song Composed by . Halkat Jawani Song Lyrics was Penned by Abhishek Dubey. Heroine movie cast in the lead role actor and actress. Heroine movie released on 2013

Halkat Jawani Song Lyrics - Heroine - Deeplyrics

Latest Songs

Latest Movies

Most Liked Movies