Are Chaaku Chale Tere Liye Bazaaro Me

Movie Zalzala
Lyric By Indeevar
SingersUstad Rashid Khan, Kavita Krishnamurthy
Year 1988

Heyyyyyyyyyyy Lalalalala Hahaahha
Are Chaku Chale Tere Liye Bazaro Me 
Jung Chhide Tere Liye Do Yaro Me
Tufa Teri Jawani Husn Hai Vo Bala 
Are Dilwalo Ki Duniya Me Aya Hai Zalzala Zalzala
Oye Chaku Chale Mere Liye Bazaro Me 
Jung Chhide Mere Liye Do Yaro Me
Jab Husn Ishq Ka Ye Chal Nikla Silsila
Are Dilwalo Ki Duniya Me Aya Hai Zalzala Zalzala


Duniya Ke Teero Se Chalti Sanshiro Se Tujhko Bachake Main Laya
Mera Jigar Dekh Dil Dekh Mera Tu Kab Se Ye Dil Tujhpe Aya 
Duniya Se Mujhko Bacha Laya Lekin Mujhe Kaun Tujhse Bachayega
Tune Jo Kar Di Koi Meharbani Jawani Pe Dag Lag Jayega
Kaise Ghar Jaungi Main To Mar Jaungi 

Are Ghar Walo Ki Duniya Me Ayega Zalzala Zalzala


Hontho Ko Balo Ko Ankho Ko Galo Ko Dur Se Dekha Karunga
Pyar Ka Permit Milega Na Jab Tak Tab Tak Na Tujhko Chhuvunga
Main Bhi Hasi Aur Tu Bhi Jawa Jane Baj Jaye Kab Teri Ghanti
Mujhko Chhuvaga Na Na Chhedega Tu Iski Bhi Kya Hai Gaurantee
Pehle Main Nam Jodunga Fir Itna Pyar Karunga 
Duniya Ki Abadi Me Ayaga Zalzala Zalzala


Oye Chaku Chale Mere Liye Bazaro Me 
Jung Chhide Mere Liye Do Yaro Me
Tufa Teri Jawani Husn Hai Vo Bala 
Are Dilwalo Ki Duniya Me Aya Hai Zalzala Zalzala


Are Chaaku Chale Tere Liye Bazaaro Me Song Lyrics from movie Zalzala. Are Chaaku Chale Tere Liye Bazaaro Me song sung by Ustad Rashid Khan, Kavita Krishnamurthy. Are Chaaku Chale Tere Liye Bazaaro Me Song Composed by . Are Chaaku Chale Tere Liye Bazaaro Me Song Lyrics was Penned by Indeevar. Zalzala movie cast in the lead role actor and actress. Zalzala movie released on 1988

Are Chaaku Chale Tere Liye Bazaaro Me Song Lyrics - Zalzala - Deeplyrics

Latest Songs

Latest Movies