Janam Meri Janam

Movie Mr. Bechara
Lyric By Nawab Arzoo
SingersRohit Sharma, Yash Narvekar
Year 1996

Jaanam Mere Jaanam, Jaanam Mere Jaanam
Khoyi Khoyi Aankhon Mein Sajne Lage Hain
Sapne Tumhaare Sanam
Khoyi Khoyi Aankhon Mein Sajne Lage Hain
Sapne Tumhaare Sanam


Jaanam Meri Jaanam, Jaanam Meri Jaanam
Ek Pal Jeeyenge Na Hum Tum Bichhadke
Aao Yeh Khaaye Kasam
Ek Pal Jeeyenge Na Hum Tum Bichhadke
Aao Yeh Khaaye Kasam


Jaanam Mere Jaanam, Jaanam Mere Jaanam


Dil Hai Mera, Lekin Hai Dhadkan Teri
Yeh Hai Meri Chaahat Ki Jaadugari
Sach Kahoon Raaton Ko Neend Nahin Aati Hai
Meri Beqaraari Mujhko Bada Tadpaati Hai
Dil Ki Panaahon Mein, Meri Nigaahon Mein
Bas Tu Hi Tu Hai Balam
Jaanam Meri Jaanam, Jaanam Meri Jaanam

Jaanam Mere Jaanam, Jaanam Mere Jaanam


Aah Aah Aah Aah, Aah Aah Aah Aah


Sadiyon Se Hai Mera Tumhaara Milan
Tu Hai Sooraj, Main Hoon Tumhaari Kiran
Phoolon Se Khushboo Kaise Judaa Hogi
Nadiya Se Dhaara Kaise Khafaa Hogi
Mil Na Sakenge Agar Is Janam Mein To
Lenge Do Baara Janam
Jaanam Mere Jaanam, Jaanam Mere Jaanam


Khoyi Khoyi Aankhon Mein Sajne Lage Hain
Sapne Tumhaare Sanam
O, Ek Pal Jeeyenge Na Hum Tum Bichhadke
Aao Yeh Khaaye Kasam


Jaanam Mere Jaanam, Jaanam Meri Jaanam


Aah Ha, Aah Ha Ha Ha, Aah Ha, Aah Ha Ha Ha.


Janam Meri Janam Song Lyrics from movie Mr. Bechara. Janam Meri Janam song sung by Rohit Sharma, Yash Narvekar. Janam Meri Janam Song Composed by . Janam Meri Janam Song Lyrics was Penned by Nawab Arzoo. Mr. Bechara movie cast in the lead role actor and actress. Mr. Bechara movie released on 1996

Janam Meri Janam Song Lyrics - Mr. Bechara - Deeplyrics

Latest Songs

Latest Movies