Teri Yaad Aati Hain | |||
---|---|---|---|
Movie | Saudagar | ||
Lyric By | Charanjeet Charan | ||
Singers | Suresh Wadkar, Lata Mangeshkar | ||
Year | 1991 |
Jab Tak Gham Ke Parvat
Apane Jagah Se Hil Na Jaaye
Aur Hum Mil Na Jaaye
Koi Faryaad Na Karna
Tu Mujhko Yaad Na Karna
Tu Mujhko Yaad Na Karna
Haai Kya Karu Hothon Pe
Faryaad Aati Hain
Nahin Rukti Nahin Rukti
Teri Yaad Aati Hain
Teri Yaad Aati Hain
Jab Tak Apane Armaanon Ke
Gulshan Khil Na Jaaye
Aur Hum Mil Na Jaaye
Neenden Barbaad Na Karna Tu
Tu Mujhko Yaad Na Karna
Tu Mujhko Yaad Na Karna
Haai Kya Karu Hothon Pe
Faryaad Aati Hain
Nahin Rukti Nahin Rukti
Teri Yaad Aati Hai
Teri Yaad Aati Hain
Haai Aaga Lage Rasmon Ko
Main Todd Doon Sab Kasmon Ko
Bas Ginti Jaa Tu Zakhmon Ko
Jitne Zakham Lage Hain
Jab Tak Saare Sil Na Jaaye
Aur Hum Mil Na Jaaye
Koi Faryaad Na Karna
Tu Mujhko Yaad Na Karna
Tu Mujhko Yaad Na Karna
Haai Kya Karu Hothon Pe
Faryaad Aati Hain
Nahin Rukti Nahin Rukti
Teri Yaad Aati Hain
Teri Yaad Aati Hain
Prem Hain Koi Rog Ya Jogi Ka Jog
Pyar Ke Dushman Log O Aa
Prem Hain Koi Rog Ya Jogi Ka Jog
Pyar Ke Dushman Log
Jab Tak Kaaton Pe Chalte
Yeh Paanv Chhil Na Jaaye
Aur Hum Mil Na Jaaye
Koi Faryaad Na Karna
Tu Mujhko Yaad Na Karna
Tu Mujhko Yaad Na Karna
Haai Kya Karu Hothon Pe
Faryaad Aati Hain
Nahin Rukti Nahin Rukti
Teri Yaad Aati Hain
Teri Yaad Aati Hain
Ho.
Teri Yaad Aati Hain Song Lyrics from movie Saudagar. Teri Yaad Aati Hain song sung by Suresh Wadkar, Lata Mangeshkar. Teri Yaad Aati Hain Song Composed by . Teri Yaad Aati Hain Song Lyrics was Penned by Charanjeet Charan. Saudagar movie cast in the lead role actor and actress. Saudagar movie released on 1991