Kise Ne Mera

Starring
Movie Haasil
Music By
Lyric By Israr Ansari
SingersChandrani Gannguli
Year 2003

Kise Ne Mera Lyric In English

Kisi Ne Mera Naam Likha
Naam Mere Paigaam Likha
Pyaar Likha Inkaar Likha
Yeh Dil Gaya Woh Gaya
Jane Mujhe Kya Ho Gaya
Deewana Dil Yeh Kho Gaya
Jaane Mujhe Kya Ho Gaya
Kisi Ne Mera Naam Likha
Naam Mere Paigaam Likha
Pyaar Likha Inkaar Likha
Yeh Dil Gaya Woh Gaya
Jane Mujhe Kya Ho Gaya
Deewana Dil Yeh Kho Gaya
Jaane Mujhe Kya Ho Gaya


Dil Tera Kyon Rootha Hai
Chain Tera Kisne Loota Hai
Hum Ko Bhi To Bata
Kaun Hai Woh Kya Karti Hai
Tujko Kaisi Lagti Hai
Hum Ko Bhi To Bata
Haan Uska Chehra Dekhne Ko
Chand Din Mein Jagta Hai
Uski Aisi Ada
Jane Mujhe Kya Ho Gaya

Deewana Dil Yeh Kho Gaya
Jane Mujhe Kya Ho Gaya


Ab Yeh Dil Judne Ko Hai
Raaz Bhi Khulne Ko Hai
Aayega Ab Maza
Dil Tujhko Yaar Kaha
Ya Sorry Sukar Kaha
Kab Chalega Pata
Hey Usne Mujhko Yaar Kaha Hai
Ek Nahin Sau Baar Kaha Hai
Woh Bhi Raato Ko Jagti Hai
Usne Din Ko Shaam Kaha Hai
Woh Karegi Wafa


Haan Mujhe Pyaar Ho Gaya
Deewana Dil Yeh Kho Gaya
Haan Mujhe Kya Ho Gaya
Kisi Ne Mera Naam Likha
Naam Mere Paigaam Likha
Pyaar Likha Inkaar Likha
Yeh Dil Gaya Woh Gaya
Haan Mujhe Pyaar Ho Gaya
Haan Mujhe Pyaar Ho Gaya
Haan Haan Mujhe Pyaar Ho Gaya.

Kise Ne Mera Song Lyrics from movie Haasil. Kise Ne Mera song sung by Chandrani Gannguli. Kise Ne Mera Song Composed by . Kise Ne Mera Song Lyrics was Penned by Israr Ansari. Haasil movie cast in the lead role actor and actress. Haasil movie released on 2003

Kise Ne Mera Song Lyrics - Haasil - Deeplyrics

Latest Songs

Latest Movies

Most Liked Movies