Mera Mulk Mera Desh

Starring
Movie Diljale
Music By
Lyric By Faiz Ahmed Faiz
SingersKumar Sanu, Aditya Narayan
Year 1996

Mera Mulk Mera Desh Lyric In English

Mera Mulk Mera Desh Mera Yeh Watan
Shanti Ka Unnati Ka Pyaar Ka Chaman
Mera Mulk Mera Desh Mera Yeh Watan
Shanti Ka Unnati Ka Pyaar Ka Chaman
Is Ke Vaaste Nisaar Hai Mera Tan Mera Man
Aye Watan Aye Watan Aye Watan
Jaaneman Jaaneman Jaaneman
Aye Watan Aye Watan Aye Watan
Jaaneman Jaaneman Jaaneman
Mera Mulk Mera Desh Mera Yeh Watan
Shanti Ka Unnati Ka Pyaar Ka Chaman


Is Ki Mitti Se Bane Tere Mere Yeh Badan
Is Ki Dharti Tere Mere Vaaste Gagan
Is Ne Hi Sikhaya Humko Jeene Ka Chalan
Jeene Ka Chalan
Is Ke Vaaste Nisaar Hai Mera Tan Mera Man
Aye Watan Aye Watan Aye Watan
Jaaneman Jaaneman Jaaneman

Mera Mulk Mera Desh Mera Yeh Watan
Shanti Ka Unnati Ka Pyaar Ka Chaman


Apne Is Chaman Ko Swarg Hum Banayenge
Kona Kona Apne Desh Ka Sajayenge
Jashn Hoga Zindagi Ka Honge Sab Magan
Honge Sab Magan
Is Ke Vaaste Nisaar Hai Mera Tan Mera Man
Aye Watan Aye Watan Aye Watan
Jaaneman Jaaneman Jaaneman
Mera Mulk Mera Desh Mera Yeh Watan
Shanti Ka Unnati Ka Pyaar Ka Chaman
Mera Mulk Mera Desh Mera Yeh Watan
Shanti Ka Unnati Ka Pyaar Ka Chaman
Is Ke Vaaste Nisaar Hai Mera Tan Mera Man
Aye Watan Aye Watan Aye Watan
Jaaneman Jaaneman Jaaneman
Aye Watan Aye Watan Aye Watan
Jaaneman Jaaneman Jaaneman.

Mera Mulk Mera Desh Song Lyrics from movie Diljale. Mera Mulk Mera Desh song sung by Kumar Sanu, Aditya Narayan. Mera Mulk Mera Desh Song Composed by . Mera Mulk Mera Desh Song Lyrics was Penned by Faiz Ahmed Faiz. Diljale movie cast in the lead role actor and actress. Diljale movie released on 1996

Mera Mulk Mera Desh Song Lyrics - Diljale - Deeplyrics

Latest Songs

Latest Movies

Most Liked Movies