Woh Kya The | |||
---|---|---|---|
Starring | |||
Movie | Bahurani | ||
Music By | |||
Lyric By | Anjaan | ||
Singers | Zack Knight | ||
Year | 1989 |
Woh Kya The Aur Humne
Unhe Kya Samajh Liya
Woh Kya The Aur Humne
Unhe Kya Samajh Liya
Patthar Ke Bhut Ko
Kaise Devta Samajh Liya
Woh Kya The Aur Humne
Unhe Kya Samajh Liya
Woh Kya The Aur Humne
Unhe Kya Samajh Liya
Unko To Dil Se Yuhi
Khel Na Tha Chand Roj
Unko To Dil Se Yuhi
Khel Na Tha Chand Roj
Humne Tamam Umr Ka
Rista Samjh Liya
Woh Kya The Aur Humne
Unhe Kya Samajh Liya
Woh Kya The Aur Humne
Unhe Kya Samajh Liya
Humne Suna Tha Chehra
Yeh Dil Ki Kitab Hai
Humne Suna Tha Chehra
Yeh Dil Ki Kitab Hai
Matlab Har Ek Lafz Ka
Ulta Samajh Liya
Woh Kya The Aur Humne
Unhe Kya Samajh Liya
Woh Kya The Aur Humne
Unhe Kya Samajh Liya
Sab Kuch Luta Ke Dil Ko
Yeh Ruswaiya Mili
Sab Kuch Luta Ke Dil Ko
Yeh Ruswaiya Mili
Humne Inhe Bhi
Pyar Ka Tohfa Samajh Liya
Woh Kya The Aur Humne
Unhe Kya Samajh Liya
Patthar Ke Bhut Ko
Kaise Devta Samajh Liya
Woh Kya The Aur Humne
Unhe Kya Samajh Liya
Woh Kya The Aur Humne
Unhe Kya Samajh Liya.
Woh Kya The Song Lyrics from movie Bahurani. Woh Kya The song sung by Zack Knight. Woh Kya The Song Composed by . Woh Kya The Song Lyrics was Penned by Anjaan. Bahurani movie cast in the lead role actor and actress. Bahurani movie released on 1989