Yu Hota To Kya Hota

Starring
Movie Yun Hota Toh Kya Hota
Music By
Lyric By Sanjay Dutt
SingersBipin Das, Kunal Ganjawala
Year 2006

Yu Hota To Kya Hota Lyric In English

Ho Ho O Ho Ho Ho
Ho Ho O Ho Ho
Ho Ho Ho Ho Ho Ho
Ho Ho Ho Ho Ho Ho


Ehsaas Mein Duba
Duba Aawarapan
Paagal Paagal Hain Jism O Jaan
Jism O Jaan Jism O Jaan
Betaabiyaan Kahe
Yahi Nazar Ne Kiya
Duri Jo Na Hoti Darmiyaan
Darmiyaan Darmiyaan
Yun Hota Toh Kya Hota
Yun Hota Toh Kya Hota
Yun Hota Toh Kya Hota


Maine Tumhe Chaha
Badi Armaan Se
Tumhe Dekha Har Pal
Pyar Se Pyar Se Pyar Se
Mere Hamnawa Maine
Tumhen Dil De Diya
Kabhi Tum Bhi Kehte
Yaar Se Yaar Se Yaar Se
Yun Hota Toh Kya Hota
Yun Hota Toh Kya Hota
Yun Hota Toh Kya Hota


Yaad Aa Gaye Ek
Ek Woh Saare Pal
Jinhen Hamne
Guzara Saath Mein
Saath Mein Saath Mein
Dobara Ho Yahaan
Agar Milte Nahin

Chubhti Aaahen
Jasbaat Mein Raat
Mein Raat Mein Raat Mein
Yun Hota Toh Kya Hota
Yun Hota Toh Kya Hota
Yun Hota Toh Kya Hota
Yun Hota Toh Kya Hota


Hota Nahin Mere Tan
Mann Tera Intezaar
Kat Ti Nahin Tanha
Zindagi Zindagi Zindagi
Tum Saamne Mere
Agar Rahte Sadaa
Na Hoti Jahaan Ki
Bebasi Bebasi Bebasi
Yun Hota Toh Kya Hota
Yun Hota Toh Kya Hota
Yun Hota Toh Kya Hota
Yun Hota Toh Kya Hota




 
Toofan Sa Abhi
Yahaan Jo Aaya Tha
Barbaadi Ka Jo Saaya
Tha Saaya Tha Saaya Tha
Uss Mauj Mein Ham
Bhe Beh Jaate Toh
Farmaan Jo Maut Ka Laaya
Tha Laaya Tha Laaya Tha
Yun Hota Toh Kya Hota
Yun Hota Toh Kya Hota
Yun Hota Toh Kya Hota
Yun Hota Toh Kya Hota.

Yu Hota To Kya Hota Song Lyrics from movie Yun Hota Toh Kya Hota. Yu Hota To Kya Hota song sung by Bipin Das, Kunal Ganjawala. Yu Hota To Kya Hota Song Composed by . Yu Hota To Kya Hota Song Lyrics was Penned by Sanjay Dutt. Yun Hota Toh Kya Hota movie cast in the lead role actor and actress. Yun Hota Toh Kya Hota movie released on 2006

Yu Hota To Kya Hota Song Lyrics - Yun Hota Toh Kya Hota - Deeplyrics

Latest Songs

Latest Movies

Most Liked Movies